Satyam
Satyam @iSatyam100 ·
raste mein 50 rs wala screen guard lagwa raha tha bhaiya se phone uske haath mein tha aur market crash ho raha tha. usko bola jaldi kar bhai mera portfolio minus mein ja raha hai. usne chipkaya aur maine turant uske haath mein hi sell maar diya bach gaya #ScreenGuard #WazirXZERO #Jugaad
6
103