#Barabar#Shair Pareshaan nahi karti unko zindagi ki thokren jinhe RAB ka naam lekar sambhal jaane ki aadat ho...
Hamesha yahi soch ke jeeyo ki mere RAB ne mujhe bahut kuch diya hai...
Agar wo mujhe mere aamaal ke barabar deta to mere paas kuch bhi nahi hota...
#Barabar#Shair Kabhi saaya hai kabhi dhoop muqaddar mera...Hota rehta hai yunhi karz, barabar mera...
Kissi ko apne amal ka hisaab kya dete...Sawaal saare ghalat thay, jawaab kya dete...