Ya Allah , #KE Kay Jo Khabees loog Raat Mai 1 say 2 or phir 3 say 4 load shedding kertay Hain unn ko ya Allah aisaa aazab aata ferma Kay pehlay Kabhi na daikha ho kise nay . #PAKvAFG #Pakistan #KElectric
Search
1
1
1
Kuch loog Hotay he jahanami Hain . Jaisay @KElectricPk or unn Kay employee. Ramzan Mai bhee aajiz keya hua hay. Bhai itni budaain ramzan Mai na samaitoo Kay sambhalna mumkin na ho. #loadshedding #ke #Pakistan #Allahkakhaufkaro
@huzaifavejlani @Rabeeyah @hfarhan76 @spiritualmunir @HammadQaisar @syedomersaeed @adilbutt @nejibr @KElectricPk Aray agar ho gayee hai to #KE ko dey dein .. shayad unn kay kisi kaam aa jaye 😆😅😎😃😄😂😉😁
1
1
@huzaifavejlani @syedomersaeed @KElectricPk @hfarhan76 @faruqi_farhan @Rabeeyah @HammadQaisar @spiritualmunir @adilbutt @nejibr dekhain #KE aap ko qayamat kay din ki tayyari karwa rahe hain. aap ko to unn ka shukarguzar hona chahiye woh iss mein sawab kama rahe hain 😆🤔🤣Pakoray say yaad aaya Ramazan aa rahe hain tab to aur bhi maza aaye ga 😉😝🤪
1
2